
Every mother is cute and caring in her unique way, but there are few typical things that almost all mothers say and especially our desi moms. Here is a list of mummy’s favorite dialogues that every kid can relate to.
- Tumhre jab bache hongey na, tumhe tab smjah aayega

- Koi ghar baar hai ki nahi?
- Aisa kya hai phone mei jo itna hass rahi hai?

- Jab dekho phone par lagi rehti hai, aag laga deni hai maine phone ko.

- Iss ghar mei koi meri help nahi karta, kitna kaam karu mai?
- Golu Ki Mummy Jaisi Hoti Na Main, Tab Pata Chalta!”

- Mummy mai goa jaun? Ab apne patti ke sath jayio jahan jana hai
- Mujhse mat puch, apne papa se puchio
- Kapde rakhne ki jgha nahi, isko aur chaiye

- Abhi tak nikli nahi ghar kab aayegi phir?

- Vo dekh vahin rakha hai, dikhata bhi hai kuch?
- Duniya uthkar kaam pe chali gayi, ye abhi tak sori hai.

- Sabko ghar ka kahana nahi milta, ek roti aur khao

- Chalo ab tum bhi khana banana seekhlo

- Bas ab tu shadi krle
No matter how much they scold us, but her love is unconditional. Love you Mom!